” हमारी फ़ितरत ही ऐसी है कि
एक जैसी ठहर नही पाती है!
हर नये दिन के साथ वो भी बदल जाती है! !
क्या पता मै कौन हूं!
वाणी या कि मौन हूं!
मै एक उजली आस हूं,
मै एक अथक प्रयास हूं!
अलगाव हूं, रूझान हूं,
जिम्मेदारी हूं, एहसान हूं!
मै सतह हूं, थाह हूं,
शक्ति मै अथाह हूं!
मै दुख हूं, हर्ष हूं,
साहस हूं, संघर्ष हूं!
प्रचूर हूं, अल्प हूं,
प्रयोग का प्रकल्प हूं,
समस्या हूं, विकल्प हूं!
मै एक द्रूढ संकल्प हूं!
मै एक तीव्र चाह हूं,
खुद ही अपनी राह हूं!
मै प्यार का सम्बन्ध हूं,
या कि मै अनुबन्ध हूं!
मै कर्म हूं और साधना,
और मै आराधना!
मै काव्य हूं और छन्द हूं,
और मै निबन्ध हूं!
आरंभ हूं और अन्त भी,
सूक्ष्म हूं, अनन्त भी!
कही गयी, अभिव्यक्त हूं,
या कि मै अव्यक्त हूं!
सत्य हूं, और स्वप्न हूं
भाग्य हूं, प्रयत्न हूं!
सफ़ल भी हूं, विफ़ल भी हूं,
प्रश्न मै और हल भी हूं!
कठिन हूं मै, सरल भी हूं,
कठोर भी, तरल भी हूं!
गूथी हुई, उलझन भी हूं,
और मै सुलझन भी हूं!
विचार की उत्प्रेरणा ,
मै कर्म की हूं प्रेरणा!
न्यून हूं, समग्र भी,
शांत हूं, और व्यग्र भी!
वेदना, संवेदना हूं
जड़ भी हूं, हूं चेतना!
सुनहरी उजास हूं !
मै आम नही खास हूं !!
bilkul khas ho oos nadi ki tarah jo waqt ke sath sahi mod lena jaanti ho
…mushkilon mein bhi cheerkar apna rasta bana leti ho
bahut hee acchi lagi aur meine to aapko is kavita per tippani pehale hee de dee thi…isiliye jyada kuch na kehate huye aapko daad farmati hoon 
khush rahein sada
wahahaha u r Right…….
अहम् ब्रह्मास्मि!
वाह वाह!!!
बहुत बहुत खूब!!
मै आम नही खास हूं …
so to naa bhi kahti to hum jante hain…bahut sunder kavita ban padi hai…
Tum aam nahi tum khas ho,
tum abhivyakti ka ehsas ho,
kya kahu rachana ko tumhari,
tum ” PATHAKO” ki pyas ho,
Tum aam nahi tum khas ho,
Very nicely said Rachna, keep it up
वाह जी वाह! सही में खास हैं आप!
waw kya khub likha….. h aapny
आप सभी को शुक्रिया!
Priya Rachana Didi,
Aap ki kavitaye bahut achhi lagi. Visheshkar “Ek din vo bhi aayega
” tatha “Kya Pata Me Kaun Hu”.
Do bate kahni hai. Ek to aap apne baare me janna chahte hai aur aap aane wali duniya ke bare me bahut sakaratmak vichar rakhte hai. Dono hi bate bahut acchi hai.
Pahli baat ka jabab yeh hai ki aap ek ajar, amar, avinashi, shant, shudh aur pavitra aatma hai. Aap parampita parmatma Shiv ki santan hai. Pavitrata, Sukh aur Shanti aapka niji swaroop hai. Aap atma ke chamakdaar sitare ki tarah hai jo ki mastak ke beech chamak raha hai. Aatma hi Sharir ko chala raha hai. Aap aatma Shivbaba se apna sambandh jod kar apaar Shanti aur Anand aur Sacha sukh prapt kar sakte hai. Jeevan me agar aapko sachha sukh, shanti aur anand prapt ho jaaye to baki aur kya chahiye.
Doosri baat yeh hai ki Shivbaba ne kaha hai ki ab bahut jaldi hi is narak bani hui duniya ki jagah Swarg ki duniya aa rahi hai. Jaha par sab prakar ki pavitrata, sukh shanti hogi and dukh ka namo nishan bhi nhai hoga. Shivbaba ensi sunder duniya ki sthapana karva rahe hai.
Aap ke liye bahut sari shubh kaamnao ke saath’
Aap ka daivi bhai,
Rajender Kumar